Wednesday, January 14, 2015

Itihaas Kehta Hai

Ithihaas kehta hai ki kal sukh tha,
Vigyaan kehta hai ki kal sukh hoga,

Lekin Dharm kehta hai ki....

Agar man sachha aur dil achha hai,
to har roz sukh hoga!